Doha's


Asha Taj Ke Raho Ni Asha Kahe Kabir Phir Dekh Tamasha !

Bawan Achchar Jeeb Adhaara, Adi Achchar Jeebha Se Nyara,
Jab Lag Bawan Mukh Parkasa, Tab Lag Kaal Kare Tumhe Graasa

Ek Shabda Guru Dev Ka, Taka Anant Bichar; Thake Muni Jan Pandita, Veda Na Pawe Par.

Guru Ko Kije Bandagi, Koti Koti Paranam, Kit Na Jane Bhring Ko, Guru Karle Aap Saman

Guru Dhobi Sis  Kapada , Sabun Sirjanhar; Surati Sila Par Dhoiye , Nikase Jyoti Apar.

Guru Bin Gyan Na Upaje, Guru Bin Mile Na Moksh; Guru Bin Lakhe Na Satyako, Guru Bin Mite Na Dosh.

Guru Bichara Kya Kare,  Sikkhahi Mahi Chuk; Bhawe Tyon Parbodhiye, Bans Bajaye Phunk.

Guru Ke Pooja Ki Jiye Sab Pooja Yehi Mahi , Jab Jal Seecha Mool Taro Sakha Patra Adhaai

Guru Gobind Dono Khare Kekar Lage Paw , Balihari Guru Aap Ka , Jo Gobind Diyo Betaai.

Garwa Bastra Bindu Prakasa , Hoi Swaan Kokoer Ghar Basa

Hari Kirpa Tab Janiye, De Manav Awatar. Guru Kirpa Tab Janiye, Mukta Kare Sansar

Jinde Baap Ko Koi Nahin Pooje , Murda Baap Pujawaye , Muthhi Bhar Chawal Le Kar Ke , Kauwwe Ko Baap Banaye

Kabir Kutta Ram Ka, Mutiya Mera Nau; Gale Ram Ki Jewari, Jit Khechai Tit Jau.

Kabir Ke Gaya Gaya , Teen Lok Mein Dhakka Khaya ,  Kabir Ke Baani Bhoojhe , Teen Lok Ke Maarg Soojhe

Kabira Khara Bazaar Mein , Maange Sabke Khair , Na Kahoon Se Dosti Na Kahoon Se Bair

Kabira Khara Bazaar Mein , Liye Lukhare Haath ….

Ram Bulawa Bhejiya , Diya Kabira Roi , Jo Sukh Sadhu-Sant Mein , So Baikund Na Hoi

Saheb Sab Ke Baap Hai , Aur Beta Kisike Nahin  Jo Beta Ban Ke Utare , So To Saheb Nahin

Sab Sang Rasiye San Sang Basiye , Sab Ke Leejiye Naam , Hanji Hanji Kahat Rahiye , Rahiye Apne Thaw

Saat Deep Nau Khand Mein , Guru Se Bara Na Koi ,  Kartaar Jo Na Karsake , Guru Kare So Hoi

Sukhiya Sab Sansaar Hai Khawe Aur Soye , Dukhiya Das Kabir Hai Jage Aur Rowe